Expressing admiration for someone special can be simple with shayari for beautiful girl. These tareef lines capture emotions that are hard to describe in words. You can like shayari for beautiful girl in english and shayari for beautiful girl in hindi depending on your preference. Tareef shayari for beautiful girl and beautiful shayari for girl celebrate her charm and beauty. Whether you want to share it on social media send a personal message, or write in a card. Beautiful shayari for beautiful girl helps you express feelings sincerely and gracefully.
Shayari for Beautiful Girl in English

Lag na jaye kahin be-taab sitaron ki nazar,
Chand se chehre ko aanchal mein chupa kar sona.
लग न जाए कहीं बे-ताब सितारों की नज़र,
चाँद से चेहरे को आँचल में छुपा कर सोना।
Mohabbat us se nahi ki jati jo khubsurat ho,
Khubsurat woh hota hai jis se mohabbat ho jati hai.
मोहब्बत उस से नहीं की जाती जो ख़ूबसूरत हो,
ख़ूबसूरत वह होता है जिस से मोहब्बत हो जाती है।

Log aasmano par dhoondhte rahe,
Maine zulfon mein chupa chand dekha.
लोग आसमानों पर ढूंढते रहे,
मैंने ज़ुल्फ़ों में छुपा चाँद देखा।
Aao kabhi yun bhi mere paas,
Keh aane mein lamha aur jane mein zindagi guzar jaye.
आओ कभी यूँ भी मेरे पास,
कि आने में लम्हा और जाने में ज़िंदगी गुज़र जाए।
Latest Khas Dost Ke Liye Shayari In English 2026
Tareef Shayari for Beautiful Girl

Yeh ada yeh shokhiyan rukhsar-o-lab ki surkhiyan,
Aaina sharma gaya tere sanwar jane ke baad.
ये अदा ये शोखियाँ रुख़सार-ओ-लब की सुर्ख़ियाँ,
आईना शर्मा गया तेरे सँवर जाने के बाद।
Kya husan tha keh aankh se dekha hazaar baar,
Phir bhi nazar ko hasrat deedar reh gayi.
क्या हुस्न था कि आँख से देखा हज़ार बार,
फिर भी नज़र को हसरत-ए-दीदार रह गई।

Kamal jachta hai yeh is sitamgar par,
Guroor banaya gaya ho jaise inhi ke liye.
कमाल जचता है ये इस सितमगर पर,
ग़ुरूर बनाया गया हो जैसे इन्हीं के लिए।
Masoom chehra aankhon mein shararat kaise,
Mumkin koi dekhe aur fida na ho.
मासूम चेहरा आँखों में शरारत कैसे,
मुमकिन कोई देखे और फ़िदा न हो।
Tareef Shayari for Beautiful Girl in English

Rukh pe lehrati hain kabhi shanon se ulajh padti hain,
Tu ne zulfon ko bahot sar pe chadha rakha hai.
रुख़ पे लहराती हैं कभी शानों से उलझ पड़ती हैं,
तूने ज़ुल्फ़ों को बहुत सर पर चढ़ा रखा है।
Dhadkanein be qabo ho jati hain,
Woh ek nazar jab utha kar dekhti hai.
धड़कनें बे क़ाबू हो जाती हैं,
वो एक नज़र जब उठा कर देखती है।

Kaliyan jo khuli gulab ki surat nazar aayi,
Janab ki phoolo se meri kya bane gi,
Phool jaisi surat hai mere yaar ki.
कलियाँ जो खुलीं गुलाब की सूरत नज़र आई,
जनाब की फूलों से मेरी क्या बनेगी,
फूल जैसी सूरत है मेरे यार की।
Tum jo hanste ho toh phoolo ki ada lagte ho,
Aur jo chalte ho toh baad-e-saba lagte ho.
तुम जो हँसते हो तो फूलों की अदा लगते हो,
और जो चलते हो तो बाद-ए-सबा लगते हो।
Shayari for Beautiful Girl in Hindi

Teri khubsurati ko mere alfaz cho nahi sakte,
Hujum husan mein tum nawab lagti ho.
तेरी ख़ूबसूरती को मेरे अल्फ़ाज़ छू नहीं सकते,
हुजूम-ए-हुस्न में तुम नवाब लगती हो।
Teri mohabbat hayat ko likhon kis ghazal ke naam se,
Tera husan bhi jan lewa teri saadgi bhi kamal hai.
तेरी मोहब्बत-ए-हयात को लिखूँ किस ग़ज़ल के नाम से,
तेरा हुस्न भी जानलेवा तेरी सादगी भी कमाल है।

Ada aayi jafa aayi guroor aaya hijab aaya,
Hazaron aafatein le kar haseeno par shabab aaya.
अदा आई जफ़ा आई ग़ुरूर आया हिजाब आया,
हज़ारों आफ़तें लेकर हसीनों पर शबाब आया।
Jalwe toh be panah they is kainat mein,
Yeh aur baat hai keh nazar tum pe ruk gayi.
जलवे तो बे पनाह थे इस कायनात में,
ये और बात है कि नज़र तुम पे रुक गई।
Beautiful Shayari for Girl

Tumhari dil nasheen baaton ko meri umar lagay,
Tumhari khush numa aankhon pe waar doon khud ko.
तुम्हारी दिलनशीं बातों को मेरी उम्र लगे,
तुम्हारी ख़ुशनुमा आँखों पे वार दूँ खुद को।
Aaj tak tumhein kisi ne nahi bataya toh aaj sun lo,
Tum nemat ho, tum zaroori ho, tum mohabbat ho,
Tum khushi ho, tum mehboob ho, tum mere liye zaroori ho.
आज तक तुम्हें किसी ने नहीं बताया तो आज सुन लो,
तुम नेमत हो, तुम ज़रूरी हो, तुम मोहब्बत हो,
तुम खुशी हो, तुम महबूब हो, तुम मेरे लिए ज़रूरी हो।

Woh sanwarti hai aaine ko takte hue,
Woh sanwar jaye toh aaina takta rehta hai.
वो संवरती है आईने को तकते हुए,
वो संवर जाए तो आईना तकता रहता है।
Tu khayal rakha kar apna tu shehzadi hai meri,
Mere dil ki har khuwahish aur aakhri mohabbat hai meri.
तू ख़याल रखा कर अपना तू शहज़ादी है मेरी,
मेरे दिल की हर ख़्वाहिश और आख़िरी मोहब्बत है मेरी।
Beautiful Shayari for Beautiful Girl

Teri muskurahat gulabon se bhi zyada haseen lagti hai,
Tu paas ho toh har shaam rangeen lagti hai.
तेरी मुस्कुराहट गुलाबों से भी ज़्यादा हसीन लगती है,
तू पास हो तो हर शाम रंगीन लगती है।
Teri aankhon mein doob kar duniya bhool jata hoon,
Tu samne aaye to khud ko bhi bhool jata hoon.
तेरी आँखों में डूब कर दुनिया भूल जाता हूँ,
तू सामने आए तो खुद को भी भूल जाता हूँ।

Na chand ka noor chahiye na sitaron ki mehfil,
Mujhe bas teri ek jhalak hi meri duniya ke liye kafi hai.
न चाँद का नूर चाहिए न सितारों की महफ़िल,
मुझे बस तेरी एक झलक ही मेरी दुनिया के लिए काफ़ी है।
Teri aankhon ki gehraiyon mein doob ke,
Meri duniya ki har khushi sirf tera naam le rahi hai.
तेरी आँखों की गहराइयों में डूब के,
मेरी दुनिया की हर खुशी सिर्फ़ तेरा नाम ले रही है।