Latest Sad Shayari For Boys In Hindi And English With Images

Sad shayari for boys gives voice to emotions that many young men struggle to express. Heartbreak and unspoken pain often stay hidden behind a strong face. Through thoughtful shayari or relatable words, these verses turn feelings into something meaningful. You will find sad love shayari for boy moments honest breakup shayari and even sad breakup shayari for boys. Many also look for sad shayari for boy in hindi to share on social media. If you prefer sad shayari for boy image can make the message stronger and more personal.

Sad Shayari for Boys in Hindi

sad shayari for boys
Sad Shayari For Boys

Koi bhi humara muntazir nahi hota,

Hum khud ko bewakuf banate hain bas.

कोई भी हमारा मुन्तज़िर नहीं होता,

हम खुद को बेवकूफ बनाते हैं बस।


Jis din mohabbat hoi thi tumse,

Usi din maut aa jati toh acha tha.

जिस दिन मोहब्बत हुई थी तुमसे,

उसी दिन मौत आ जाती तो अच्छा था।

sad shayari for boys

Logon ka dil rakhte rakhte,

Apna kab toot gaya pata hi nahi chala.

लोगों का दिल रखते रखते,

अपना कब टूट गया पता ही नहीं चला।


Main khamosh hoon mujhe pathar dil na samajho,

Mere dil par asar hua hai kisi apne ki baat ka.

मैं खामोश हूँ मुझे पत्थर दिल न समझो,

मेरे दिल पर असर हुआ है किसी अपने की बात का।

Sad Shayari Hindi for Boy

sad shayari for boys
Sad Shayari For Boys

Nafsa nafsi ka zamana hai,

Adakaar milte hain wafadaar nahi.

नफ़्सा नफ़सी का ज़माना है,

अदाकार मिलते हैं वफ़ादार नहीं।


Kitni hairat ki baat hai,

Bhari jawani mein ak ladka udas rehta hai.

कितनी हैरत की बात है,

भरी जवानी में एक लड़का उदास रहता है।

sad shayari for boys

Kafir kya hota hai mujhe maloom nahi tha lekin,

Jo tum ne kiya woh musilman nahi karte.

काफ़िर क्या होता है मुझे मालूम नहीं था लेकिन,

जो तुम ने किया वो मुसलमान नहीं करते।


Pagal kar deti hai mohabbat har mohabbat karne wale ko,

Kiyun ishq haar nahi manta aur dil baat nahi manta.

पागल कर देती है मोहब्बत हर मोहब्बत करने वाले को,

क्यों इश्क़ हार नहीं मानता और दिल बात नहीं मानता।

Sad Love Shayari for Boy

sad shayari for boys
Sad Shayari For Boys

Kisi ko koi farq nahi padta keh,

Aap ro rahe ho ya mar rahe ho.

किसी को कोई फ़र्क नहीं पड़ता कि,

आप रो रहे हो या मर रहे हो।


Zindagi bhar kon rehta hai,

Riwayat hai chod jana.

ज़िंदगी भर कौन रहता है,

रिवायत है छोड़ जाना।

sad shayari for boys

Kuch pal ki hansi de kar zindagi rulati kiyun hai,

Jo qismat mein nahi hota qismat un se milati kiyun hai.

कुछ पल की हँसी दे कर ज़िंदगी रुलाती क्यों है,

जो क़िस्मत में नहीं होता क़िस्मत उनसे मिलाती क्यों है।


Woh rakh raha hai hum se dooriyan musalsal,

Yani koi toh usey dilasay de raha hai.

वो रख रहा है हम से दूरियाँ मुसलसल,

यानि कोई तो उसे दिलासे दे रहा है।

Sad Shayari for Boy Image

sad shayari for boys
Sad Shayari For Boys

Dil ke jazbaat apni jagah lekin,

Hum apni zaat se badh kar kisi ko nahi chahte.

दिल के जज़्बात अपनी जगह लेकिन,

हम अपनी ज़ात से बढ़ कर किसी को नहीं चाहते।


Tu jo yun mujhe thoda thoda kho raha hai,

Jis din pura khoye ga khob roye ga.

तू जो यूँ मुझे थोड़ा थोड़ा खो रहा है,

जिस दिन पूरा खोएगा खूब रोएगा।

sad shayari for boys

Lafzon se meri maut mumkin na thi,

Phir yun hua keh jazbon par war kiya us ne.

लफ़्ज़ों से मेरी मौत मुमकिन न थी,

फिर यूँ हुआ कि जज़्बों पर वार किया उस ने।


Koi aisa tha mere andar,

Jo mujhe mujh se hi bezaar kar ke chala gaya.

कोई ऐसा था मेरे अंदर,

जो मुझे मुझ से ही बेज़ार कर के चला गया।

Shayari Sad for Boy

sad shayari for boys
Sad Shayari For Boys

Na jane kiyun ab mujhe lagta hai keh,

Apni baatein apne hi dil tak rakhni chahiye.

न जाने क्यों अब मुझे लगता है कि,

अपनी बातें अपने ही दिल तक रखनी चाहिए।


Kal raat maine apni maut ko bulaya,

Takiya bheeg gaya par maut na aayi.

कल रात मैंने अपनी मौत को बुलाया,

तकिया भीग गया पर मौत न आई।

sad shayari for boys

Qismat ne mujhe us umar mein udas kiya hai,

Jis umar mein log apne shouq pure karte hain.

क़िस्मत ने मुझे उस उम्र में उदास किया है,

जिस उम्र में लोग अपने शौक पूरे करते हैं।


Kuch logon ko mukhlisi raas nahi hoti,

Woh apne jaison mein ja kar hi mutmaeen hote hain.

कुछ लोगों को मुख़लिसी रास नहीं होती,

वो अपने जैसों में जा कर ही मुतमईन होते हैं।

Sad Breakup Shayari for Boys

sad shayari for boys
Sad Shayari For Boys

Chode they teri aas mein jitney haseen log,

Un mein se kisi ak ke barabar ka bhi na tha tu.

छोड़े थे तेरी आस में जितने हसीन लोग,

उन में से किसी एक के बराबर का भी न था तू।


Mere bhi kuch dost najomi they,

Jo usey dekh kar bola karte they yeh dhoka de gi.

मेरे भी कुछ दोस्त नजूमी थे,

जो उसे देख कर बोला करते थे ये धोखा देगी।

sad shayari for boys

Tum jo mere marne ki baat par gussa ho jate they,

Kya hua tumhein mere haal par tars nahi aaya.

तुम जो मेरे मरने की बात पर गुस्सा हो जाते थे,

क्या हुआ तुम्हें मेरे हाल पर तरस नहीं आया।


Jin ko har jagah munh maarne ki adat ho phir woh,

Yeh nahi dekhte ke bichde hue do din hue hain ya chaar.

जिन को हर जगह मुँह मारने की आदत हो फिर वो,

ये नहीं देखते कि बिछड़े हुए दो दिन हुए हैं या चार।

Heartbreaking Do Line Ki Shayari Dard Bhari | Piyaar Shayari

Related Articles

Latest Articles