Heartbreaking Do Line Ki Shayari Dard Bhari | Piyaar Shayari

Do line ki shayari dard bhari captures deep emotions in the simplest poetic form. In just two lines, it expresses heartbreak, silence, and inner effort with strong clarity. This dard bhari shayari has gained strong popularity in a culture where readers prefer short, meaningful verses. From do line ki hindi shayari to do line ki sad shayari these compact expressions reflect real life pain and emotional truth. Unlike long poems two line shayari delivers impact through precision, rhythm, and emotional depth. It connects strongly with seeking comfort, understanding, and relatable feelings in a fast moving world.

Do Line Ki Sad Shayari

do line ki shayari dard bhari
Do Line Ki Shayari Dard Bhari

Humne azad kar diye man pasand log woh baat na karein toh hum gila nahi karte,

Mana keh anmol ho kisr e nayab ho tum hum bhi toh jana har dehleez pe nahi milte.

हमने आज़ाद कर दिए मन पसंद लोग वो बात न करें तो हम गिला नहीं करते,

माना कि अनमोल हो क़िस्र-ए-नायाब हो तुम हम भी तो जाना हर देहलीज़ पे नहीं मिलते।


Kat hi gayi judai bhi yeh kab hua keh mar gaye,

Tere bhi din guzar gaye mere bhi din guzar gaye.

काट ही गई जुदाई भी यह कब हुआ कि मर गए,

तेरे भी दिन गुजर गए मेरे भी दिन गुजर गए।

do line ki shayari dard bhari
Do Line Ki Shayari Dard Bhari

Aanso nikal paday tujhe khawab mein door jata dekh kar,

Aankh khuli toh ehsaas hua mohabbat sote hue bhi rulati hai.

आंसू निकल पड़े तुम्हें ख्वाब में दूर जाता देखकर,

आंख खुली तो एहसास हुआ मोहब्बत सोते हुए भी रुलाती है।


Koi ilzam reh gaya hai toh woh bhi mujhe de do,

Hum toh pehle bhi burey they thode aur sahi.

कोई इल्ज़ाम रह गया है तो वो भी मुझे दे दो,

हम तो पहले भी बुरे थे थोड़े और सही।


Kabhi khiyanat nahi ki tere waqt mein,

Tere baad tera waqt teri yaadon ko diya.

कभी ख़ियानत नहीं की तेरे वक़्त में,

तेरे बाद तेरा वक़्त तेरी यादों को दिया।

Do Line Ki Shayari Dard Bhari

do line ki shayari dard bhari
Do Line Ki Shayari Dard Bhari

Maine bahot ahmiyat de kar bhi dekhi hai,

Lekin main khas nahi ban paya kisi ke liye bhi.

मैंने बहुत अहमियत दे कर भी देखी है,

लेकिन मैं खास नहीं बन पाया किसी के लिए भी।


Naseeb ki ziyadatiyon par khamosh reh kar,

Apne andar ko bahot andar tak kha gaya hoon main.

नसीब की ज़ियादतियों पर खामोश रह कर,

अपने अंदर को बहुत अंदर तक खा गया हूँ मैं।

do line ki shayari dard bhari
Do Line Ki Shayari Dard Bhari

Meri zindagi ki sab se ghatia line,

Tum muskurate raho gay toh khush raho gay.

मेरी जिंदगी की सबसे घटिया लाइन,

तुम मुस्कुराते रहोगे तो खुश रहोगे।


Dukh toh yeh nahi keh woh hasil nahi hua dukh toh,

Yeh hai keh ab woh tamam umar mujh se bhulaya na jayega.

दुख तो यह नहीं कि वो हासिल नहीं हुआ दुख तो,

यह है कि अब वो तमाम उम्र मुझसे भुलाया न जाएगा।


Takleef yeh nahi keh mohabbat ho gayi thi us shaks se,

Takleef toh yeh hai keh ab woh shaks bhulaya nahi jata mujh se.

तकलीफ़ यह नहीं कि मोहब्बत हो गई थी उस शख़्स से,

तकलीफ़ तो यह है कि अब वो शख़्स भुलाया नहीं जाता मुझसे।

Do Line Ki Hindi Shayari

do line ki shayari dard bhari
Do Line Ki Shayari Dard Bhari

Mohabbat kya hai us shaks se pocho,

Jis ne dil tootne ke baad bhi intezar kiya ho.

मोहब्बत क्या है उस शख़्स से पूछो,

जिस ने दिल टूटने के बाद भी इंतजार किया हो।


Main tumhein thodi deer aur dekh leta agar,

Mujhe pata hota keh woh humari aakhri mulaqat hai.

मैं तुम्हें थोड़ी देर और देख लेता अगर,

मुझे पता होता कि वो हमारी आख़री मुलाक़ात है।

do line ki shayari dard bhari
Do Line Ki Shayari Dard Bhari

Un se pocho azab raaston ke,

Jin ke humsafar raaste mein hi bichad gaye.

उन से पूछो आज़ाब रास्तों के,

जिन के हमसफ़र रास्ते में ही बिछड़ गए।


Bahot se log zaya ho gaye hain be khiyali mein,

Bahot se log they jin ko tawajjo ki ashad zaroorat thi.

बहुत से लोग ज़ाया हो गए हैं बे ख़ियाली में,

बहुत से लोग थे जिन्हें तवज्जो की अशद ज़रूरत थी।


Kahin toh likhti hogi woh apne dil ki chupi hoi baatein,

Kahin toh beshumar lafzon mein mera naam bhi hoga.

कहीं तो लिखती होगी वो अपने दिल की छुपी हुई बातें,

कहीं तो बेशुमार लफ़्ज़ों में मेरा नाम भी होगा।

Do Line Ki Shayari in Hindi

do line ki shayari dard bhari

Ab tak toh zehn pareshan tha par ab dil ko bhi shayad iski khabar lag gayi hai,

Yaar humari umar ke jawan hisse ko shayad kisi ki nazar lag gayi hai.

अब तक तो ज़ेहन परेशान था पर अब दिल को भी शायद इसकी खबर लग गई है,

यार हमारी उम्र के जवान हिस्से को शायद किसी की नज़र लग गई है।


Yeh jo log hathon par chai daal kar mohabbat azma rahe hain,

Inhein batao log Quran par hath rakh kar bhi mukar jate hain.

ये जो लोग हाथों पर चाय डाल कर मोहब्बत आज़मा रहे हैं,

इन्हें बताओ लोग क़ुरआन पर हाथ रख कर भी मुकर जाते हैं।

do line ki shayari dard bhari

Bahar toh khair masla bas theek thak raha magar,

Andar ki toot phoot ne khamosh kar diya mujhe.

बाहर तो ख़ैर मसला बस ठीक ठाक रहा मगर,

अंदर की टूट फूट ने खामोश कर दिया मुझे।


Tu mujh ko dekh phir dekh aur phir dekh,

Aur soch hasil cheezein kis qadar be qadar hoti hain.

तू मुझको देख फिर देख और फिर देख,

और सोच हासिल चीज़ें किस क़दर बे क़दर होती हैं।

do line ki shayari dard bhari

Kaise likhi jati woh mere naseeb mein,

Woh toh meri duaon pe ameen tak nahi kehti thi.

कैसे लिखी जाती वो मेरे नसीब में,

वो तो मेरी दुआओं पे आमीन तक नहीं कहती थी।

Best Emotional Sad Shayari On Life In English 2026

Related Articles

Latest Articles