Sad shayari on life gives words to the pain we often hide inside. Life is not always kind and sometimes the heart feels heavy, sad, and depressed without a clear reason. In those quiet stages people look for life shayari that truly understands their feelings. Two line sad shayari on life is popular because it says so much in very few words. People also search for sad emotional shayari on life that reflects actual struggles and tears. You may find the best sad shayari in hindi on life and heart touching sad shayari on life that speaks to the soul. Some prefer sad shayari on life in roman english or even two line sad shayari on life in english. No matter the language the emotion remains the same and deeply human.
Two Line Sad Shayari on Life

Ayyashi toh Maa Baap ke paison pe hoti thi,
Apne paison se toh sirf zarooratein puri hoti hain.
अय्याशी तो माँ बाप के पैसों पर होती थी,
अपने पैसों से तो सिर्फ ज़रूरतें पूरी होती हैं।
Dil ke zakham kabhi nahi bharte,
Waqt sirf yaadon ko purana karta hai.
दिल के ज़ख्म कभी नहीं भरते,
वक्त सिर्फ यादों को पुराना करता है।

Bahot be tarteeb hai yeh duniya,
Yahan har dusre ko koi teesra chahiye.
बहुत बेतरतीब है ये दुनिया,
यहाँ हर दूसरे को कोई तीसरा चाहिए।
Kisi ko khona asan nahi hota,
Khas taur par jab wo sab kuch ho.
किसी को खोना आसान नहीं होता,
खास तौर पर जब वो सब कुछ हो।
Sad Emotional Shayari on Life

Faaslay jab dilon mein aa jayein phir samne,
Rehne ya na rehne se koi farq nahi padta.
फासले जब दिलों में आ जाएँ फिर सामने,
रहने या न रहने से कोई फर्क नहीं पड़ता।
Jin cheezon ka kho jane ka dar ho,
Unka cheen jana yaqeeni hota hai.
जिन चीजों के खो जाने का डर हो,
उनका छिन जाना यकीनी होता है।

Humne waqt se bahot kuch seekha hai,
Sab se important lesson yeh tha ke koi kisi ka nahi hota.
हमने वक्त से बहुत कुछ सीखा है,
सबसे अहम सबक ये था कि कोई किसी का नहीं होता।
Kabhi bhi kisi ke baare mein ghalat gumaan na kare,
Kiyun ke aap uski zindagi ki uljhano se waqif nahi hain.
कभी भी किसी के बारे में गलत गुमान न करें,
क्योंकि आप उसकी ज़िंदगी की उलझनों से वाकिफ नहीं हैं।
Best Sad Shayari in Hindi on Life

Apne dil ko naram aur apni hadood ko sakht,
Rakhna hi aapko acha insan banata hai.
अपने दिल को नरम और अपनी हदों को सख्त,
रखना ही आपको अच्छा इंसान बनाता है।
Izhaar zaleel kar deta hai,
Koi pasand aaye toh khamosh rehna chahiye.
इज़हार ज़लील कर देता है,
कोई पसंद आए तो खामोश रहना चाहिए।

Atibaar kitni badi cheez hai,
Todta ak hai uth sab se jata hai.
एतबार कितनी बड़ी चीज़ है,
तोड़ता एक है उठ सब से जाता है।
Har koi maarne ke liye pathar nahi uthata,
Kuch log yeh kaam lehjon se bhi kar lete hain.
हर कोई मारने के लिए पत्थर नहीं उठाता,
कुछ लोग ये काम लहजों से भी कर लेते हैं।
Heart Touching Sad Shayari on Life

Wafa tab sabit hoti hai jab aap ke paas mauqe,
Hazaron hoon lekin dil ak hi tasveer par atka rahe.
वफ़ा तब साबित होती है जब आपके पास मौके,
हज़ारों हों लेकिन दिल एक ही तस्वीर पर अटका रहे।
Jis chaon se izzat nafs zakhami ho,
Aisi chaon se dhoop achi hai.
जिस छाँव से इज़्ज़त-ए-नफ़्स ज़ख्मी हो,
ऐसी छाँव से धूप अच्छी है।

Log humein yunhi nahi rondte,
Unhein yeh maloom hota hai keh,
Hum unke qadamo mein hain.
लोग हमें यूँ ही नहीं रौंदते,
उन्हें ये मालूम होता है कि,
हम उनके क़दमों में हैं।
Pachtawe bhi zarf walon ke liye hote hain,
Be has logon ke paas sirf apna aap hota hai.
पछतावे भी ज़र्फ वालों के लिए होते हैं,
बेहिस लोगों के पास सिर्फ अपना आप होता है।
Sad Shayari on Life in Roman English

Aasan hai yeh bolna jo chala gaya so chala gaya,
Jis ka jata hai na usko saans tak nahi aati.
आसान है ये बोलना जो चला गया सो चला गया,
जिसका जाता है न उसको साँस तक नहीं आती।
Jahan aapki auqat ko intekhaab par rakha jaye,
Wahan chaar takbeerein padhein aur salam pheer dein.
जहाँ आपकी औकात को इंतख़ाब पर रखा जाए,
वहाँ चार तकबीरें पढ़ें और सलाम फेर दें।

Kisi ka bartan khali ho toh yeh mat samajhna keh woh,
Mangne aaya hai ho sakta hai woh sab kuch bant kar aa raha ho.
किसी का बर्तन खाली हो तो ये मत समझना कि वो,
मांगने आया है हो सकता है वो सब कुछ बाँट कर आ रहा हो।
Zindagi apko sab kuch de kar bhi,
Kisi ak cheez ke liye faqeer bana deti hai.
ज़िंदगी आपको सब कुछ दे कर भी,
किसी एक चीज़ के लिए फ़क़ीर बना देती है।
Two Line Sad Shayari on Life in English

Manzilo ko kya khabar,
Safar ne kya kuch cheen liya humse.
मंज़िलों को क्या ख़बर,
सफ़र ने क्या कुछ छीन लिया हमसे।
Kuch aziyaton ko sambhal ke rakh lena chahiye ta keh un aziyaton ko,
Bhool kar aap doubara kisi rangeen khawab par yaqeen na kar sakein.
कुछ अज़ीयतों को संभाल कर रख लेना चाहिए ताकि उन अज़ीयतों को,
भूल कर आप दोबारा किसी रंगीन ख़्वाब पर यक़ीन न कर सकें।

Zindagi ke safar mein har shajar saya daar nahi hota,
Lihaza tawaquat ak had tak rakha karein warna,
Umeed tootne par wajood riza riza ho jata hai.
ज़िंदगी के सफर में हर शजर सायादार नहीं होता,
लिहाज़ा तवक्को एक हद तक रखा करें वरना,
उम्मीद टूटने पर वजूद रेज़ा रेज़ा हो जाता है।
Aahista aashita zindagi insan ke,
Saare shoq khatam kar deti hai.
आहिस्ता आहिस्ता ज़िंदगी इंसान के,
सारे शौक ख़त्म कर देती है।
Also Read: Family Matlabi Rishte Quotes 2026 – Piyaar Shayari