Dost ke liye shayari reflects the truth of dosti and the emotions that connect hearts with trust and loyalty. Dosti is not only about shared moments but also about support understanding and lifelong respect. In this readers can explore lines of jigri dost ke liye shayari and heartfelt expressions of khas dost ke liye shayari. That written to value strong bonds. For those who prefer wording dost ke liye shayari in english offers clear and touching messages. You can also find emotional verses of apne dost ke liye shayari and sincere words of sache dost ke liye shayari. That beautifully describe the importance of a sacha dost.
Jigri Dost Ke Liye Shayari

Keh na chodna mujhe rah-e-dosti mein aaye dost,
Zamana bada talabgaar hai hum dono ko tanha dekhne ko.
कह न छोड़ना मुझे राह-ए-दोस्ती में ऐ दोस्त,
ज़माना बड़ा तलबगार है हम दोनों को तन्हा देखने को।
Dost koi tumhari jagah toh kya,
Tumhari parchai ki jagah bhi nahi le sakta.
दोस्त कोई तुम्हारी जगह तो क्या,
तुम्हारी परछाई की जगह भी नहीं ले सकता।

Aur phir waqt ne humari dosti ko itna gehra kar diya hai keh,
Aisa lagta hai keh agar ab bichhade toh jeena mushkil ho jaye ga.
और फिर वक़्त ने हमारी दोस्ती को इतना गहरा कर दिया है कि,
ऐसा लगता है कि अगर अब बिछड़े तो जीना मुश्किल हो जाएगा।
Jani tum woh shaks ho jo mujhe mere kai,
Khoni rishton se bhi ziyada aziz ho.
जानी तुम वह शख्स हो जो मुझे मेरे कई,
ख़ूनी रिश्तों से भी ज़्यादा अज़ीज़ हो।

Jo mushkil waqt mein sath hota hai,
Wohi dil mein yaar hota hai.
जो मुश्किल वक़्त में साथ होता है,
वही दिल में यार होता है।
Aur phir is jigri yaar ke aane ke baad,
Mujhe kisi ke jane ka afsoos nahi hua.
और फिर इस जिगरी यार के आने के बाद,
मुझे किसी के जाने का अफसोस नहीं हुआ।
Khas Dost Ke Liye Shayari

Aye dost bas tum hamesha sath rehna mere,
Baqi koi chod bhi jaye toh farq nahi padta.
ऐ दोस्त बस तुम हमेशा साथ रहना मेरे,
बाकी कोई छोड़ भी जाए तो फ़र्क नहीं पड़ता।
Hum dono mein jitni marzi ladai ho jaye dost,
Alag toh humein kisi ka baap bhi nahi kar sakta.
हम दोनों में जितनी मर्ज़ी लड़ाई हो जाए दोस्त,
अलग तो हमें किसी का बाप भी नहीं कर सकता।

Kon deta hai umar bhar sath kisi ka dost,
Log toh janazay mein bhi kandhe badalte rehte hain.
कौन देता है उम्र भर साथ किसी का दोस्त,
लोग तो जनाज़े में भी कंधे बदलते रहते हैं।
Keh dost teri yaad ne chode hain naqash aise,
Nasha na bhi karein toh nashe mein lagte hain.
कि दोस्त तेरी याद ने छोड़े हैं नक़्श ऐसे,
नशा न भी करें तो नशे में लगते हैं।

2 ya 4 din baat na karne se dosti khatam nahi hoti mere dost,
Tu aaj bhi jaan hai aur hamesha rahe ga InshaAllah.
2 या 4 दिन बात न करने से दोस्ती खत्म नहीं होती मेरे दोस्त,
तू आज भी जान है और हमेशा रहेगा इंशाअल्लाह।
Aur ak baat hamesha yaad rakhna dost,
Baghair matlab ke sath khada rehne wala hi mukhlis kehlata hai.
और एक बात हमेशा याद रखना दोस्त,
बगैर मतलब के साथ खड़ा रहने वाला ही मुख्लिस कहलाता है।
Dost Ke Liye Shayari in English

Tumhare jaisa dost hi kafi hai,
Khud ko khush qismat kehne ke liye jani.
तुम्हारे जैसा दोस्त ही काफी है,
खुद को खुशकिस्मत कहने के लिए जानी।
Kafan mein lipati laash dekh kar rona mat mere dost,
Woh aakhri mulaqat hogi hanste hue milna.
कफ़न में लिपटी लाश देख कर रोना मत मेरे दोस्त,
वह आख़िरी मुलाकात होगी हँसते हुए मिलना।

Dosti hai, ishq hai, ya mohabbat yeh toh pata nahi,
Par jo tum se hai woh kisi aur se nahi dost.
दोस्ती है, इश्क है, या मोहब्बत यह तो पता नहीं,
पर जो तुम से है वह किसी और से नहीं दोस्त।
Yeh hathon pe chai girana sangat nahi dost,
Har halaat mein sath dena sangat kehlati hai.
यह हाथों पर चाय गिराना संगत नहीं दोस्त,
हर हालात में साथ देना संगत कहलाती है।
Apne Dost Ke Liye Shayari

Jani agar aaj khali jeeb mein bhi tu sath hai,
Toh kal InshaAllah kamiyabi mein bhi sath hoga.
जानी अगर आज खाली जेब में भी तू साथ है,
तो कल इंसा अल्लाह कामयाबी में भी साथ होगा।
Jis dost ke sath ghar wale rehne se rokte hain,
Asal mein wohi humara jigri yaar hota hai.
जिस दोस्त के साथ घर वाले रहने से रोकते हैं,
असल में वही हमारा जिगरी यार होता है।

Acha mashwara dene wala dost,
Zindagi ka har bura kaam kar chuka hota hai.
अच्छा मशवरा देने वाला दोस्त,
ज़िंदगी का हर बुरा काम कर चुका होता है।
Jab mujhe hath lagay ga tab yaar bhi dekhaon ga,
Aur hathiyaar bhi dekhaon ga.
जब मुझे हाथ लगाएगा तब यार भी दिखाऊँगा,
और हथियार भी दिखाऊँगा।
Sache Dost Ke Liye Shayari

Mere dost se jalne walo zindagi bhar,
Jalte hi raho gay par kuch ukhaad nahi pao gay.
मेरे दोस्त से जलने वालों ज़िंदगी भर,
जलते ही रहोगे पर कुछ उखाड़ नहीं पाओगे।
Be fikar ho kar phone kar dena yaara,
Tere apnon se pehle tera bhai khada dikhe ga.
बेफिक्र हो कर फोन कर देना यारा,
तेरे अपनों से पहले तेरा भाई खड़ा दिखेगा।

Duniya ki azeem nimaton mein,
Ak nimat aapka wafadaar dost hai.
दुनिया की अज़ीम नेमतों में,
एक नेमत आपका वफ़ादार दोस्त है।
Also Read: Best Dosti Shayari 2 Line In English For True Friends