Emotional Sad Shayari In Hindi For Life And Reality

Sad shayari in hindi for Life is a unique form of sadness. That explains the emotions and challenges of human life. It talks about pain and sorrow but also shows the truth of zindagi in a simple way. People often read this type of shayari to express their inner feelings and to connect with life. Emotional shayari with dard bhari lines and heart-touching words makes it easier to understand loss and the reality of life. In hindi literature it is seen as a way to heal and to learn from difficulties. Sad shayari in hindi for Life gives people the strength to face tough times. Reminds them that words can guide and inspire in every stage of life.

Heart Touching Sad Shayari in Hindi for Life

Sad Shayari In Hindi For Life

ये न पूछ कितनी शिकायतें हैं तुझ से ऐ ज़िन्दगी

सिर्फ इतना बता कि तेरा कोई और सितम बाकी तो नहीं।

Yeh na poch kitni shikayatein hain tujh se aye zindagi,

Sirf itna bata ki tera koi aur sitam baqi to nahi.

खामोश चेहरे पर लाखों पहरे होते हैं

हँसती हुई आँखों में ज़ख्म बड़े गहरे होते हैं।

Khamosh chehre par lakhon pehre hote hain,

Hansti hoi aankhon mein zakham bade gehre hote hain.

कितना मुश्किल है ज़िन्दगी का ये सफर

ख़ुदा ने मरना हराम किया लोगों ने जीना।

Kitna mushkil hai zindagi ka yeh safar,

Khuda ne marna haraam kiya logon ne jeena.

रुलाना छोड़ दे ऐ ज़िन्दगी तू हमें

हम खफ़ा हुए तो एक दिन तुझे छोड़ देंगे।

Rulana chod de aye zindagi tu humein,

Hum khafa howe toh ek din tujhe chod denge.

Sad Shayari in Hindi for Life in English

Sad Shayari In Hindi For Life

ज़िन्दगी जिसका बड़ा नाम सुना है हमने

एक कमजोर सी हिचकी के सिवा कुछ भी नहीं।

Zindagi jis ka bada naam suna hai humne,

Ek kamzoor si hichki ke siwa kuch bhi nahi.

न जाने कैसी नज़र लगी है इस ज़माने की

वजह ही नहीं मिल रही मुस्कुराने की।

Na jane kaisi nazar lagi hai is zamane ki,

Wajah hi nahi mil rahi muskurane ki.

कौन हूँ मैं ऐ ज़िन्दगी मुझे तू यह बता

थक गया हूँ अपना पता ढूँढते ढूँढते।

Kon hoon main aye zindagi mujhe tu yeh bata,

Thak gaya hoon apna pata dhoondhte dhoodhte.

मोहब्बत वफ़ादारों के लिए ज़िन्दगी भर की दास्तान है

और बेवफ़ाओं के लिए मामूली सा वाकया।

Mohabbat wafadaron ke liye zindagi bhar ki dastan hai,

Aur bewafaon ke liye mamooli sa waqiya.

Sad Shayari in Hindi for Life 2 Line​

ज़िन्दगी में खुशियों का तो पता नहीं

लेकिन दर्द हमेशा टाइम पर मिलता है।

Zindagi mein khushiyon ka toh pata nahi,

Lekin dard hamesha time par milta hai.

इस मतलब भरी दुनिया में कौन किसी का अपना होता है

जिस पर करो भरोसा वही सबसे पहले धोखा देता है।

Is matlab bhari duniya mein kon kisi ka apna hota hai,

Jis par karo bharosa wahi sab se pehle dhokha deta hai.

ज़िन्दगी नहीं रुलाती है रुलाते हैं वो लोग जिन्हें

हम ज़िन्दगी समझ लेते हैं।

Zindagi nahi rulati hai rulate hain wo log jinhe,

Hum zindagi samajh lete hain.

किसी को न पाने से ज़िन्दगी ख़त्म नहीं होती

लेकिन किसी को पा कर खो देने से कुछ बाकी भी नहीं रहता।

Kisi ko na pane se zindagi khatam nahi hoti,

Lekin kisi ko paa kar kho dene se kuch baqi bhi nahi rehta.

Zindagi Sad Shayari in Hindi for Life​

अकेले ही गुज़र जाती है तन्हा ज़िन्दगी

लोग तसलियाँ तो देते हैं साथ नहीं देते।

Akele hi guzar jati hai tanha zindagi,

Log tasaliyan toh dete hain sath nahi dete.

ज़िन्दगी में कुछ हसीन पल यूँ ही गुज़र जाते हैं

रह जाती हैं यादें और इंसान बिछड़ जाते हैं।

Zindagi mein kuch haseen pal yunhi guzar jate hain,

Reh jati hain yaadein aur insan bichhad jate hain.

ऐसा महबूब ज़िन्दगी बर्बाद करता है

जो न साथ रहना चाहता हो और न साथ छोड़ना।

Aisa mehboob zindagi barbad karta hai,

Jo na sath rehna chahta ho aur na sath chodna.

लड़की लड़के को इसलिए समझ नहीं पाती

क्योंकि उसे गुरूर होता है कि उसे चाहने वाले बहुत हैं।

Ladki ladke ko is liye samajh nahi pati,

Kiyun ke usey guroor hota hai ke usey chahne wale bahot hain.

Sad Shayari in Hindi for Life with Image

किसी लड़की से सच्चा प्यार करके तो देखो

वो तुम्हें सिखाएगी कि प्यार क्यों नहीं करना चाहिए।

Kisi ladki se sacha piyaar kar ke toh dekho,

Woh tumhein sikhaye gi keh piyaar kiyun nahi karna chahiye.

दिल की गहराइयों में दर्द का एक समंदर है

जिसमें हम डूबते जा रहे हैं पर कोई ख़बर नहीं।

Dil ki gehraiyon mein dard ka ek samandar hai,

Jis mein hum doubte ja rahe hain par koi khabar nahi.

कभी कभी तो दिल की बात कहना मुश्किल होता है

लोग समझते नहीं और चुप रहना ज़्यादा आसान होता है।

Kabhi kabhi toh dil ki baat kehna mushkil hota hai,

Log samajhte nahi aur chup rehna ziyada asan hota hai.

Sad Shayari In Hindi For Life

ज़िन्दगी में कितनी बार दिल टूट कर गिरता है

हर बार उठने के बाद खुद से लड़ना पड़ता है

Zindagi mein kitni baar dil toot kar girta hai,

Har baar uthne ke baad khud se ladna padta hai.

Also Read: Best Friend Shayari In Hindi Filled With Love And Trust

Related Articles

Latest Articles