Latest Romantic Ishq Shayari In Hindi 2 Lines 2026

Ishq shayari in hindi is for those who feel love sincerely. And mostly people express it through easy words from the heart. Ishq is not just about romance it also carries feelings like passion hurt waiting and true attachment. You will find romantic ishq shayari ishq ki shayari and emotional ishq shayari that connect easily with feelings. This collection of ishq shayari in hindi is perfect for lovers who want to share their emotions. Whether you are looking for 2 line ishq shayari for status or meaningful lines to send to someone special. These shayari help you express love purely and honestly.

Ishq Shayari in Hindi 2 Lines​

Ishq Shayari In Hindi
Ishq Shayari In Hindi

इश्क़ नाज़िल हुआ है हम पर ऐसे,

जैसे क़ौमों पे अज़ाब आता है।

Ishq naazil hua hai hum par aise,

Jaise qaumon pe azab aata hai.


उसने तारीफ ही कुछ इस अंदाज़ में की,

अपनी ही तस्वीर को सौ बार देखा मैंने।

Us ne tarif hi kuch is andaz mein ki,

Apni hi tasveer ko sau baar dekha maine.


लग जाए तेरा नाम मेरे नाम के आगे,

हो जाए किसी रोज़ मेरी पहचान मुकम्मल।

Lag jaye tera naam mere naam ke aagay,

Ho jaye kisi roz meri pehchan mukamal.

Shayari on Ishq in Hindi​

Ishq Shayari In Hindi
Ishq Shayari In Hindi

उठ उठ कर देखेंगे लोग सब,

हम अगर बराबर में बैठ जाएं तुम्हारे।

Uth uth kar dekhein gay log sab,

Hum agar barabar mein baith jaye tumhare.


सजते हैं आप मेरे साथ इस तरह,

जैसे मेरी कलाई में सुरख़ गजरें।

Sajte hain aap mere sath is tarah,

Jaise meri kalai mein surkh gajre.


वो एक शख़्स मेरी ज़िंदगी की रौनक़ है,

उससे दूर रहना मेरे बस की बात नहीं।

Woh ak shaks meri zindagi ki ronaq hai,

Us se door rehna mere bas ki baat nahi.

Ishq Ki Shayari in Hindi​

Ishq Shayari In Hindi
Ishq Shayari In Hindi

सिर्फ़ मोहब्बत ही नहीं,

एक ख़्वाहिश है तेरे साथ जीने की।

Sirf mohabbat hi nahi,

Ak khuwahish hai tere sath jeene ki.


और जब मोहब्बत बे पनाह हो किसी से,

तो हर तीसरा शख़्स बुरा लगता है।

Aur jab mohabbat be pannah ho kisi se,

Toh har teesra shaks bura lagta hai.


इस क़दर उसकी जस्तुजु है,

जैसे दुनिया का आख़िरी शख़्स है वह।

Is qadar uski justuju hai,

Jaise duniya ka aakhiri shaks hai woh.

Romantic Ishq Shayari in Hindi​

Ishq Shayari In Hindi
Ishq Shayari In Hindi

तेरे बाद किसी को सोचे,

दिल की इस बगावत पे लानत।

Tere baad kisi ko soche,

Dil ki is bagawat pe lanat.


वफ़ादारी बहुत ज़रूरी होती है,

फिर चाहे जंग में हो या मोहब्बत में।

Wafadari bahot zaroori hoti hai,

Phir chahe jang mein ho ya mohabbat mein.


बरदाश्त नहीं तुम और किसी के साथ,

बात शक की नहीं हक़ की है।

Bardasht nahi tum aur kisi ke sath,

Baat shak ki nahi haq ki hai.

Tere Ishq Mein Shayari in Hindi

Ishq Shayari In Hindi
Ishq Shayari In Hindi

मुझे क़बूल ये भी नहीं कह तुझे आईना देखे,

तुझे बस मैं देखूँ या मेरा ख़ुदा देखे।

Mujhe qabool yeh bhi nahi keh tujhe aaina dekhe,

Tujhe bas main dekhon ya mera Khuda dekhe.


जिनसे मोहब्बत की जाती है,

उनकी इज़्ज़त मोहब्बत से भी ज़्यादा की जाती है।

Jin se mohabbat ki jati hai,

Unki izzat mohabbat se bhi ziyada ki jati hai.

Ishq Shayari In Hindi
Ishq Shayari In Hindi

मुझे तो तेरी आवाज़ से भी प्यार है,

फिर सोच तेरा क्या मक़ाम होगा।

Mujhe toh teri awaz se bhi piyar hai,

Phir soch tera kya maqam hoga.

Also Read: The Best Gulzar Shayari On Love In Hindi 2026

Related Articles

Latest Articles