Heart Touching Life Quotes In Hindi | 2 Line Life Quotes

Life has a way of teaching lessons that words often fail to explain. That is where emotions find their voice through quotes on life in hindi. This collection of heart touching life quotes in hindi is created for those moments when you want to understand life a little deeper. These lines reflect real experiences and feelings that many people go through every day. Whether you are searching for heart touching quotes about life in Hindi to relate to your own journey. Looking for the best heart touching quotes about life 2 line in hindi to share with someone special, this post brings them together in a way. Each quote is honest and deeply connected to reality making it easy to feel and remember. These life quotes are not just words they are thoughts of life itself.

Heart Touching Quotes About Life in Hindi

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

और फिर कुछ शामें ऐसी भी होती हैं,

जहाँ सूरज की जगह अक्सर हम डूब जाया करते हैं।

Aur phir kuch shamein aisi bhi hoti hain,

Jahan suraj ki jagah aksar hum doub jaya karte hain.

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

ज़िंदगी हर कोई नहीं जीता कुछ लोग ज़िंदगी सिर्फ़ गुज़ारते हैं,

इन्हें साँस लेने के लिए हज़ारों बार मरना पड़ता है।

Zindagi har koi nahi jeeta kuch log zindagi sirf guzarte hain,

Inhein saans lene ke liye hazaron baar marna padta hai.


जिस शख़्स को ग़ुरूर हो कि उसके चाहने वाले बहुत हैं,

उसको एक मौक़ा दे कर उसके चाहने वालों के हवाले ज़रूर करें।

Jis shaks ko guroor ho ke uske chahne wale bahot hain,

Usko ak moqa de kar uske chahne walon ke hawale zaroor karein.


कोई तुमसे मिल कर अपनी ताज़गी खो दे और मुरझा जाए तो तुमसे कमज़र्फ़ और,

बदक़िस्मत इंसान कोई नहीं फिर चाहे तुम अपनी ज़ात को लेकर कितने ही खुश क्यूँ न हो।

Koi tum se mil kar apni taazgi kho de aur murjha jaye toh tumse kam zarf aur,

Bad qismat insan koi nahi phir chahe tum apni zaat ko le kar kitne hi khush kiyun na hoon.

Heart Touching Life Quotes in Hindi with Images

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

इंसान के अल्फ़ाज़ ही सब कुछ होते हैं,

दिल जीत भी लेते हैं दिल चीर भी लेते हैं।

Insan ke alfaz hi sab kuch hote hain,

Dil jeet bhi lete hain dil cheer bhi lete hain.


क्या आप ने देखा है जब ताल्लुक़ात के दरमियान से मोहब्बत निकल जाती है,

तो गुफ़्तगू कैसे रस्मी सी हो जाती है फीके फीके से बेजान लहजे इस क़दर सर्द हो जाते हैं।

Kiya aap ne dekha hai jab taluqaat ke darmiyan se mohabbat nikal jati hai,

Toh guftgu kaise rasmi si ho jati hai pheeke pheeke se be jaan lehje is qadar sard ho jate hain.


हम चले जाएँगे कोई और आ जाएगा,

कहानियाँ यही रहेंगी बस किरदार बदल जाएगा।

Hum chale jayein gay koi aur aa jayega,

Kahaniyan yehi rahe gi bas kirdaar badal jayega.


क्यूँ करते हो हर किसी पर एतिबार इस ज़माने में,

ये मिलते किसी और से हैं और होते किसी और के हैं।

Kiyun karte ho har kisi par atibaar is zamane mein,

Yeh milte kisi aur se hain aur hote kisi aur ke hain.

Heart Touching Quotes on Life in Hindi

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

किसी से इतना लगाव नहीं रखना चाहिए,

बाद में वही कहते हैं समझा करो यार टाइम नहीं मिलता।

Kisi se itna lagao nahi rakhna chahiye,

Baad mein wohi kehte hain samajha karo yaar time nahi milta.


तवज्जोह की भीख माँगने से बेहतर है पीछे हट जाओ,

किसी को अपने लिए मुख़्लिस होने पर मजबूर नहीं किया जाता।

Tawajjoh ki bheek maangne se behtar hai peechay hat jao,

Kisi ko apne liye mukhlis hone par majboor nahi kiya jata.


जब इंसान अंदर से टूट जाता है तो,

वो बाहर से चुप रहना शुरू कर देता है।

Jab insan andar se toot jata hai toh,

Woh bahar se chup rehna shuru kar deta hai.


इंसान इस दुनिया में अकेला आया है और अकेला ही जाएगा,

तो फिर उसके होने न होने से क्या फ़र्क़ पड़ता है।

Insan is duniya mein akela aaya hai aur akela hi jayega,

Toh phir uske hone na hone se kya farq padta hai.

Heart Touching Quotes in Hindi for Life

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

ख़ुलूस और इज़्ज़त बहुत नायाब तोहफ़े हैं,

इसलिए हर किसी से इनकी उम्मीद न रखो,

क्यूँकि बहुत कम लोग दिल के अमीर होते हैं।

Khuloos aur izzat bahot nayaab tohfe hain,

Is liye har kisi se inki umeed na rakho,

Kiyun keh bahot kam log dil ke ameer hote hain.


छीन कर खाने वालों का कभी पेट नहीं भरता,

और बाँट कर खाने वाले कभी भूखे नहीं रहते।

Cheen kar khane walon ka kabhi pait nahi bharta,

Aur bant kar khane wale kabhi bhooke nahi rehte.


काम करो ऐसा कि पहचान बन जाए,

हर क़दम ऐसा चलो कि निशान बन जाए,

यहाँ ज़िंदगी तो सभी काट लेते हैं,

ज़िंदगी जियो ऐसी कि मिसाल बन जाए।

Kaam karo aisa keh pehchan ban jaye,

Har qadam aisa chalo keh nishan ban jaye,

Yahan zindagi toh sabhi kaat lete hain,

Zindagi jeo aisi keh misaal ban jaye.


कोशिश करें किसी का दिल मत दुखाएँ क्योंकि,

चाहे वो माफ़ कर भी दे पर सारी ज़िंदगी भूलेगा नहीं।

Koshish karein kisi ka dil mat dukhayein kiyun ke,

Chahe woh maaf kar bhi de par saari zindagi bhoole ga nahi.

Heart Touching Inspiring Quotes About Life in Hindi

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

तुम्हें लोगों में कोई मुकम्मल नहीं मिलेगा लिहाज़ा,

ऐसे शख़्स को तलाश करो जिसकी कमियाँ तुम्हें तकलीफ़ न दें।

Tumhein logon mein koi mukamal nahi mile ga lihaza,

Aise shaks ko talash karo jis ki khamiyan tumhein takleef na dein.


इंसान तन्हाई का शिकार इसलिए होता है कि उसे,

समझाने वाले सब मिलते हैं और समझने वाला कोई नहीं मिलता।

Insan tanhai ka shikaar is liye hota hai keh usey,

Samajhane wale sab milte hain aur samajhne wala koi nahi milta.


कहानियों के आख़िर में मसले ख़त्म हो जाते हैं,

लेकिन हक़ीक़ी ज़िंदगी में मसले नहीं इंसान ख़त्म हो जाते हैं।

Khaniyon ke aakhir mein masle khatam ho jate hain,

Lekin haqeeqi zindagi mein masle nahi insan khatam ho jate hain.


आप की ज़िंदगी में कुछ भी हो जाए,

आप के अलावा किसी को कोई फ़र्क़ नहीं पड़ता।

Aap ki zindagi mein kuch bhi ho jaye,

Aap ke ilawa kisi ko koi farq nahi padta.

Best Heart Touching Quotes About Life 2 Line in Hindi​

heart touching life quotes in hindi
Heart Touching Life Quotes In Hindi

दुनिया तुम से तमाशा चाहेगी,

तुम बस अपने सुकून पर अड़े रहना।

Duniya tum se tamasha chahe gi,

Tum bas apne sukoon par aday rehna.


सब कुछ मिल जाता है इस दुनिया में,

फ़क़त वो शख़्स नहीं मिलता जिससे मोहब्बत हो।

Sab kuch mil jata hai is duniya mein,

Faqat woh shaks nahi milta jis se muhabbat ho.

Also Read: New Heart Touching Love Quotes In Hindi For Boyfriend

Related Articles

Latest Articles