Best Heartfelt Bhai Quotes In Hindi For Your Brother

Brothers are our first special friends, our protectors, and our partners in crime. Finding the right words to show your love for bhai can be tough. That’s where bhai quotes in hindi come in handy. We’ve gathered beautiful bhai ke liye quotes in hindi for you. These bhai quotes capture every feeling muhabbat, respect, enjoyment, and memories. Use these bhai par quotes in hindi for birthdays and festivals. Ready to find the perfect quote for your bhai let’s dive in.

Quotes for Bhai in Hindi

bhai quotes in hindi
Bhai Quotes In Hindi

ना शिकायत किसी से है ना शिकवा किसी से है,

मेरा भाई है साथ और ये लम्हे खुशी के हैं।

Na shikayat kisi se hai na shikwa kisi se hai,

Mera bhai hai sath aur yeh lamhe khushi ke hain.


मैं नहीं जानता बादशाह कैसा होता है,

मेरे ख्याल में मेरे भाई जैसा होता है।

Main nahi janta badshah kaisa hota hai,

Mere khiyal mein mere bhai jaisa hota hai.


कितना खूबसूरत एहसास होता है,

जब भाई अपनी बहन को बेटा कहता है।

Kitna khubsurat ehsaas hota hai,

Jab bhai apni behan ko beta kehta hai.


इस बात से भले ही सारी दुनिया जले,

मेरे हिस्सों की खुशियाँ भी भाई तुझे मिले।

Is baat se bhale hi sari duniya jaley,

Mere hisson ki khushiyan bhi bhai tujhe mile.

Bhai Par Quotes in Hindi​

bhai quotes in hindi
Bhai Quotes In Hindi

भाइयों को तंग करने में जो मज़ा है,

वो किसी और को तंग करने में नहीं।

Bhaio ko tang karne mein jo maza hai,

Woh kisi aur ko tang karne mein nahi.


बड़ा भाई कभी नहीं कहेगा वो आप से मोहब्बत करता है,

लेकिन वो आप को दुनिया में सब से ज़्यादा चाहता है।

Bara bhai kabhi nahi kahe ga wo aap se muhabbat karta hai,

Lekin wo aap ko duniya mein sab se ziyada chahta hai.


भाई का साथ हो तो डर किस बात का,

हर मुश्किल में लगता है हाथ खुदा का।

Bhai ka sath ho toh darr kis baat ka,

Har mushkil mein lagta hai hath khuda ka.


मेरी तकलीफ़ों को जो अपना समझता है,

हर मुसीबत को अपने सर लेता है,

यूँही नहीं बड़ा भाई एक सच्चा दोस्त कहलाता।

Meri takleefon ko jo apna samajhta hai,

Har musibat ko apne sar leta hai,

Yunhi nahi bada bhai ak sacha dost kehlata.

Chota Bhai Quotes in Hindi

bhai quotes in hindi
Bhai Quotes In Hindi

भाई की आँखों में छुपी होती है फ़िक्र,

जो बोलता कम है पर महसूस ज़्यादा होता है।

Bhai ki aankhon mein chupi hoti hai fikar,

Jo bolta kam hai par mehsoos ziyada hota hai.


दुनिया की नज़र में भाई जैसे भी हों,

बहन की नज़र में हमेशा हीरो ही होते हैं।

Duniya ki nazar mein bhai jaise bhi hoon,

Behan ki nazar mein hamesha hero hi hote hain.


दूर हुए सारे ग़म दुनिया में है खुशियाँ छाई,

खुश नसीब हूँ मैं मिला जो मुझे तुम जैसा भाई।

Door hue saarey gham duniya mein hai khushiyan chayi,

Khush naseeb hoon main mila jo mujhe tum jaisa bhai.


वक़्त मिला तो देखना रिश्तों की किताब को खोल कर,

बहन भाई का रिश्ता भी हर रिश्ते से लाजवाब और निराला है।

Waqt mila toh dekhna rishton ki kitab ko khol kar,

Behan bhai ka rishta bhi har rishte se lajawab aur nirala hai.

Bhai Ke Liye Quotes in Hindi​

bhai quotes in hindi
Bhai Quotes In Hindi

दिल के प्यार को कभी जताया नहीं,

भाई तू मेरी जान है तुझ को कभी बताया नहीं।

Dil ke piyar ko kabhi jataya nahi,

Bhai tu meri jaan hai tujh ko kabhi bataya nahi.


दिल में प्यार और होठों पर कड़वे बोल होते हैं,

दुख में साथ देने वाले भाई अनमोल होते हैं।

Dil mein piyar aur hothon par kadve bol hote hain,

Dukh mein sath dene wale bhai anmol hote hain.


जब भी टूटता हूँ तो सहारा नहीं उम्मीद देता है,

वो मेरा भाई है जो हर बात पर नई सीख देता है।

Jab bhi tootta hoon toh sahara nahi umeed deta hai,

Wo mera bhai hai jo har baat par nai seekh deta hai.


तुझ से ही जुड़ी मेरी ज़िंदगी है,

और तुझ से ही जुड़ी मेरी पहचान है,

आई लव यू बड़े भाई जान।

Tujh se hi judi meri zindagi hai,

Aur tujh se hi judi meri pehchan hai,

I love you bade bhai jan.

Bade Bhai Quotes in Hindi​

bhai quotes in hindi

भाई के कंधों पर भरोसा रखना सीखा,

उसके साथ चल कर हौसला रखना सीखा,

ज़िंदगी ने बहुत इम्तेहान लिए,

पर भाई ने कभी पीछे हटना नहीं सीखा।

Bhai ke kandhon par bharosa rakhna seekha,

Uske sath chal kar hausla rakhna seekha,

Zindagi ne bahot imtehan liye,

Par bhai ne kabhi peeche hatna nahi seekha.


खून का रिश्ता हो या रूह का बंधन,

भाई हर हाल में होता है अपना,

वक़्त बदल जाता है लोग भी बदल जाते हैं,

पर भाई का प्यार हमेशा रहता है अपना।

Khon ka rishta ho ya roh ka bandhan,

Bhai har haal mein hota hai apna,

Waqt badal jata hai log bhi badal jate hain,

Par bhai ka piyaar hamesha rehta hai apna.


मेरी हर खामोशी का जवाब है भाई,

मेरी हर कमज़ोरी का ख़्वाब है भाई,

लोग कहते हैं दोस्त बहुत होते हैं,

पर ज़िंदगी का सबसे बड़ा सहारा भाई है।

Meri har khamoshi ka jawab hai bhai,

Meri har kamzoori ka khawab hai bhai,

Log kehte hain dost bahot hote hain,

Par zindagi ka sab se bara sahara bhai hai.

bhai quotes in hindi
Bhai Quotes In Hindi

भाई सिर्फ रिश्ता नहीं होता,

वो हिम्मत होता है जो गिरने नहीं देता,

दुनिया चाहे साथ छोड़ दे,

भाई हमेशा साथ चलना जानता है।

Bhai sirf rishta nahi hota,

Woh himmat hota hai jo girne nahi deta,

Duniya chahe sath chhor de,

Bhai hamesha sath chalna janta hai.

Also Read: Heart Touching Life Quotes In Hindi | 2 Line Life Quotes

Best Quotes on Bhai in Hindi​

Mere mushkil waqt mein mera humdard bana mera bhai,

Woh rishta jo laho se nahi ehsaas se mazboot hota hai,

Jab sab ne mashwaray diye faislay nahi jab sab ne sawal kiye sath nahi,

Tab tu bina bina kahe meri dhaal bana raha,

Yeh duniya hamesha jeetne walon ke sath khadi hoti hai,

Haarne walon ke aanso nahi dekhti magar tu ne mere zakham ginay nahi,

Bas apne wajood se bhar diye ajeeb tamasha hai logon ka,

Baatein wafaon ki waqt matlab ka aur jaan waar dene wale,

Hamesha kinarey par khamosh nazar andaz karte rehte hain,

Maine hujoom mein tanhai dekhi aur tanhai mein tera hona mehsoos kiya,

Aye bhai tu sath ho toh khauf bhi himmat ban jata hai,

Aur thakan bhi dua lagti hai zindagi agar phir imtehan le toh mujhe dar nahi,

Kiyun ke mushkil waqt mein mera bhai ab bhi mera humdard hai.

Conclusion

Brothers make life better and they deserve all the love we can give them. We hope these bhai quotes in hindi helped you express your feelings perfectly. We have got bade bhai quotes in hindi for your bhai and chota bhai quotes in hindi for your younger one. Read your favorite quotes and share them with him today. Because brothers aren’t just family they’re forever friends.

Related Articles

Latest Articles