Badmashi shayari in hindi is all about bold attitude and fearless expression. This style of poetry connects with those who like confident and powerful lines. In this collection, you will also find smooth blends of attitude badmashi shayari, badmashi status in hindi, and short badmashi lines. That adds a strong vibe to your words. These bold badmashi quotes and bindass expressions perfectly match the mood of anyone. Who wants to share a daring and energetic attitude through their shayari.
Attitude Badmashi Shayari in Hindi

हम सिर्फ उस वक़्त तक अच्छे हैं,
जब तक आप अच्छे हैं।
Hum sirf us waqt tak ache hai,
Jab tak aap ache hai.

हम वो आग हैं जो बुझाई नहीं जाती,
इज़्ज़त से जलते हैं ज़िद से नहीं।
Hum woh aag hain jo bujhai nahi jati,
Izzat se jalte hain zid se nahi.

हम भी आशिक हैं मगर क़ानून नहीं मानते,
दिल के फ़ैसले हम अदालत में नहीं लाते।
Hum bhi ashiq hain magar qanoon nahi mante,
Dil ke faisle hum adalat mein nahi laatey.

हमारी ख़ामोशी भी ख़तरा समझ लो,
ये वो तूफ़ान है जो अल्फ़ाज़ नहीं माँगता।
Humari khamoshi bhi khatra samajh lo,
Yeh woh tufan hai jo alfaz nahi mangta.
Badmashi Quotes in Hindi

हमारी बदमाशी वाली बातों में वज़न अलग है,
चाहने वाले लाख सही मगर हमारा अंदाज़ अलग है।
Humari badmashi wali baaton mein wazan alag hai,
Chahne wale lakh sehi magar hum ka andaz alag hai.

बदमाशी की पहचान चेहरे से नहीं होती,
उसकी बातों में एक अलग सी जान होती है।
Badmashi ki pehchaan chehre se nahi hoti,
Uski baaton mein ak alag si jaan hoti hai.

हम बदमाश हैं मगर नीयत में ख़रापन रखते हैं,
दोस्ती निभाएँ तो जान तक वार देते हैं।
Hum badmash hain magar niyat mein kharapan rakhte hain,
Dosti nibhayein toh jaan tak war dete hain.

बाप के सामने ऐयाशी मत करना,
और हमारे सामने बदमाशी भूलकर भी मत करना।
Baap ke samne eyashi aur humare,
Samne badmashi bhool kar bhi mat karna.
Shayari on Badmashi in Hindi

अपनी ज़िंदगी का मैं खुद बादशाह हूँ,
मुझे दो पल के सहारों की ज़रूरत नहीं।
Apni zindagi ka main khud badshah hoon,
Mujhe nahi zaroorat do pal ke saharon ki.

वक़्त आने दो बेटा जवाब भी देंगे,
हिसाब भी लेंगे और कहकर लेंगे।
Waqt aane do beta jawab bhi dein gay,
Hisab bhi lein gay aur kehh kar lein gay.

हमें हद में रहना पसंद है,
और लोग इसे घमंड कहते हैं।
Humein had mein rehna pasand hai,
Aur log isey guroor kehte hain.

शरीफ़ यहाँ हमसे बड़ा कोई नहीं,
और बदमाश हम किसी को नहीं मानते।
Shareef yahan hum se bada koi nahi,
Aur badmash hum kisi ko bhi nahi mante.
Badmashi Shayari in Hindi Photo

मुनाफ़िक़त की सियासत हम करते नहीं,
और हमारी मुख़ालफ़त के तुम क़ाबिल नहीं।
Munafiqat ki siyasat hum karte nahi,
Aur mukhalafat humari ke tum qabil nahi.

इज़्ज़त पर जहाँ आँच आए वहाँ टकराना ज़रूरी है,
हो अगर ज़िंदा तो फिर ज़िंदा नज़र आना ज़रूरी है।
Izzat pe jahan aanch aye wahan takrana zaroori hai,
Ho agar zinda toh phir zinda nazar aana zaroori hai.

देखकर दुश्मनों को हम मुस्कुरा देते हैं,
यक़ीन करो फिर वो पूरी रात सोते नहीं।
Dekh ke dushmano ko hum muskura dete hain,
Yaqeen karo phir woh puri raat sote nahi.