Sometimes life takes a turn we never expected. You give your best effort yet things just slip away from your hands. In those heavy moments silence feels loud and only words can explain the pain. If you are searching for bad kismat shayari to express what is going on in your heart, this collection is written just for you. We understand that when luck isn’t on your side sharing a kismat kharab status can be a way to lighten the burden. Whether you are feeling low because of lost love or just facing an unlucky life phase these bad kismat shayari will connect with your soul. Here you will find deep verses on badnaseebi and taqdeer perfectly crafted in hindi and english. These are not just lines they are emotions for anyone who feels that their naseeb is upset with them. Let’s read through these heartfelt lines that speak the truth about life and luck.
Bad Kismat Shayari in English

Itna bhi hum se naraz mat hua karo,
Bad kismet zaroor hum magar bewafa nahi.
इतना भी हम से नाराज़ मत हुआ करो,
बदक़िस्मत ज़रूर हैं हम मगर बेवफ़ा नहीं।
Kabhi agar tumhare samne rone lag jaon,
Toh samajh lena yeh meri be basi ki akhiri had hai.
कभी अगर तुम्हारे सामने रोने लग जाऊँ,
तो समझ लेना ये मेरी बेबसी की आख़िरी हद है।
Kya kamal kismet hai meri,
Ak problem zindagi ki khatam nahi hoti,
Dusri salam karne aa jati hai.
क्या कमाल क़िस्मत है मेरी,
एक परेशानी ज़िंदगी की ख़त्म नहीं होती,
दूसरी सलाम करने आ जाती है।
Kismat Quotes in Hindi

Na mera dil bura tha na us mein koi burai thi,
Sab naseeb ka khel hai bas kismat mein judai thi.
न मेरा दिल बुरा था न उसमें कोई बुराई थी,
सब नसीब का खेल है बस क़िस्मत में जुदाई थी।
Tumhare liye toh mit jane ka irada tha,
Tum khud hi mita do gay yeh socha hi nahi tha.
तुम्हारे लिए तो मिट जाने का इरादा था,
तुम ख़ुद ही मिटा दोगे ये सोचा ही नहीं था।
Yahan kisi ko bhi kuch hasb e aarzo na mila,
Kisi ko hum na mile aur hum ko tu na mila.
यहाँ किसी को भी कुछ हसब ए आरज़ू न मिला,
किसी को हम न मिले और हमको तुम न मिले।
Bad Kismat Shayari in Hindi

Roz woh khawab mein aate hain galay milne ko,
Main jo so jata hoon toh jaag uthti hai kismat meri.
रोज़ वो ख़्वाब में आते हैं गले मिलने को,
मैं जो सो जाता हूँ तो जाग उठती है क़िस्मत मेरी।
Yeh na thi humari qismat ke wasaal-e-yaar hota,
Agar aur jeete rehte yehi intezar hota.
ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता,
अगर और जीते रहते यही इंतज़ार होता।
Hum ko na mila saka toh faqat ek sukoon-e-dil,
Aye zindagi wagarna zamane mein kya na tha.
हमको न मिला सका तो फ़क़त एक सुकून-ए-दिल,
ऐ ज़िंदगी वरना ज़माने में क्या न था।
Bad Kismat Shayari in Urdu

Kuch log bade bad kismat hote hain,
Khoye bina qadar nahi jaan paate.
कुछ लोग बड़े बदक़िस्मत होते हैं,
खोए बिना क़दर नहीं जान पाते।
Chahne se har cheez apni nahi hoti,
Har muskurahat khushi nahi hoti,
Arman toh bahot hote hain magar,
Kabhi waqt toh kabhi kismat achi nahi hoti.
चाहने से हर चीज़ अपनी नहीं होती,
हर मुस्कुराहट ख़ुशी नहीं होती,
अरमान तो बहुत होते हैं मगर,
कभी वक़्त तो कभी क़िस्मत अच्छी नहीं होती।
Khud ko dekhta hoon toh tars aata hai,
Keh koi insan itna bad kismat kaise ho sakta hai.
ख़ुद को देखता हूँ तो तरस आता है,
कि कोई इंसान इतना बदक़िस्मत कैसे हो सकता है।
Kismat Kharab Shayari

Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil,
Koi humari tarah umar bhar safar mein raha.
किसी को घर से निकलते ही मंज़िल मिल गई,
कोई हमारी तरह उम्र भर सफ़र में रहा।
Mujhe meri hi kismat se bahot dar lagta hai,
Kiyun ke yeh mujh se woh cheen leti hai jo mujhe khushi deta hai.
मुझे मेरी ही क़िस्मत से बहुत डर लगता है,
क्योंकि ये मुझसे वो छीन लेती है जो मुझे ख़ुशी देता है।
Is duniya ka sab se bad naseeb insan woh hai,
Jis ki na kismat sath de na mohabbat.
इस दुनिया का सबसे बदनसीब इंसान वो है,
जिसकी न क़िस्मत साथ दे न मोहब्बत।
Shayari on Bad Kismat

Main ab nahi sochta khushiyon ke baarey mein,
Mujhe maloom jo hai main ak bad naseeb ladka hoon.
मैं अब नहीं सोचता ख़ुशियों के बारे में,
मुझे मालूम है कि मैं एक बदनसीब लड़का हूँ।
Kisi ke tum ho kisi ka khuda hai duniya mein,
Mere naseeb mein tum bhi nahi khuda bhi nahi.
किसी के तुम हो किसी का ख़ुदा है दुनिया में,
मेरे नसीब में तुम भी नहीं ख़ुदा भी नहीं।
Zindagi aise mor pe le gayi hai keh,
Kuch samajh nahi aa raha na jane main bura hoon ye meri qismat.
ज़िंदगी ऐसे मोड़ पे ले गई है कि,
कुछ समझ नहीं आ रहा न जाने मैं बुरा हूँ या मेरी क़िस्मत।
Also Read: Heart Touching Matlabi Paise Ki Duniya Hai Shayari
Kismat Kharab Shayari

Aur main woh bad qismat insan hoon,
Jise log manana nahi chodna pasand karte hain.
और मैं वो बदक़िस्मत इंसान हूँ,
जिसे लोग मनाना नहीं छोड़ना पसंद करते हैं।
Pata nahi kis qalam se qismat likhi hai meri,
Jab bhi khush rehne ki koshish karta hoon,
Tab tab mujhe ak naya dard milta hai.
पता नहीं किस क़लम से क़िस्मत लिखी है मेरी,
जब भी ख़ुश रहने की कोशिश करता हूँ,
तब तब मुझे एक नया दर्द मिलता है।
Visit PiyaariShayari.com for latest shayari