Don shayari is known for its bold style and fearless attitude. It reflects confidence, self-respect and the courage to stand strong in any situation In front of the enemy. People often share this type of shayari to express power, show an unbreakable personality through don wali shayari. Every don attitude shayari is written to a strong mindset and helps you express your style with confidence.
Don Shayari in English

Dil naram dimag garam,
Baqi sab upar wale ka karam.
😈 🔥 👑
Rutba hamesha khamoshi ka hota hai,
Alfaz se tou har koi sher banta hai.
😈 🔥 👑
Hum matlabi nahi ke chahne walon ko dhoka dein,
Bas humein samajhna har kisi ke bas ki baat nahi.

Sudharna meri marzi thi warna,
Purane raaste ab bhi mujhe yaad hain.
😈 🔥 👑
Har nasal apne bazurgo jaisi nahi hoti,
Kuch hisab chukane ke liye paida hoti hai.
😈 🔥 👑
Waqt sab ko badalta hai mujhe bhi badal diya hai,
Farq bas itna hai main pehle se ziyada mazboot ho kar lauta hoon.

Auqat mein rehna seekho,
Hum dil ke ache hain dimag ke nahi.
Don Shayari in Hindi

क़रीब आने से गुरेज़ करें,
मेरा ज़ेहनी तवाज़ुन बिगड़ा हुआ है.
Qareeb aane se gureez karein,
Mera zehani tawazun bigra hua hai.
😈 🔥 👑
मुझ से अब वो लोग भी जलते हैं,
जो कभी हमारे ख़ास हुआ करते थे.
Mujh se ab woh log bhi jalte hain,
Jo kabhi humare khas hua karte they.
😈 🔥 👑
हम ने शराफ़त की चादर क्या ओढ़ी तो क़ानून,
के सहारे कुछ लोग ख़ुद को डॉन समझ बैठे.
Hum ne sharafat ki chadar kya odhi tou qanoon,
Ke sahare kuch log khud ko don samajh baithe.

कश्ती लहरों से टकराएगी,
तो ही किनारे नसीब हों गए.
Kashti leharon se takaraye gi,
Toh hi kinare naseeb hoon gay.
😈 🔥 👑
हम आज भी हुनर में दम रखते हैं,
होश उड़ जाते हैं लोगों के जब हम,
महफ़िल में क़दम रखते हैं.
Hum aaj bhi hunar mein dum rakhte hain,
Hosh udh jate hain logo ke jab hum,
Mehfil mein qadam rakhte hain.
Don Wali Shayari

Jigar bad tha is liye takrane aa gaye,
Jo humein nahi jante unhe bhi toh pata chale ke,
Jungle mein sher purane aa gaya hai.
😈 🔥 👑
Jung manzoor hai mujhe lekin,
Lashkar ki zaroorat nahi mujhe akela hi kafi hoon.
😈 🔥 👑
Hathiyar tou ham shok ke liye rakhte hai,
Warna khof paida karne ke liye,
Bas humara naam hi kafi hai.

Har jagah badnaam hona humara kaam hai,
Kiyun ke jo badnaam hai usi ka naam hai.
😈 🔥 👑
Mulaqat maut se ho toh ho jaye,
Par zameer beach kar jhukna yeh mujhe pasand nahi.
😈 🔥 👑
Hum se mat rakhna tamana sir jhukane ki,
Hum zid par aa jayein toh phir nafa nuqsan nahi dekhte.

Humare liye humari aana hamesha buland rehti hai,
Humein pasand hai logon ka hum se nafrat karna.
Don Ki Shayari

Hum woh hain jo kam nazar aate hain magar,
Jab aate hain puray ka pura manzar badal jata hai.
😈 🔥 👑
Jungle ki koi bhi cheez kisi ki malkiyat nahi,
Akhri faisla taqat karti hai.
😈 🔥 👑
Yeh alag baat hai keh main kinare par baitha hoon,
Lekin mujhe pata hai kon kitne pani mein hai.

Khandani logon ke sath baitha karo pata chale ga,
Keh auqat ka matlab paisa nahi izzat hoti hai.
😈 🔥 👑
Auqat khud ki ho toh duniya qadar karti hai,
Kisi ke aas paas kharay ho kar kirdaar onche nahi hote.
😈 🔥 👑
Khud par itna yaqeen hai jahan koi sath na de,
Wahan main akela khara ho sakta hoon.

Bharosay ki aad mein chaal chalne aate hain,
Kuch log haal pochne ke bahane raaz janne aate hain.
Don Ke Liye Shayari

Zameen mein gaadh di jayegi woh awaz,
Jo kabhi humare Ma Baap ke khilaf uthe gi.
😈 🔥 👑
Main har us insan ko dhoond kar maron ga,
Jis ne ak waqt mein mujhe dhoka diya tha.
😈 🔥 👑
Maine zindagi mein bahot ghalat kaam kiye hain,
Lekin kabhi kisi ladki ke sath bura nahi kiya.

Humein mat do dhamkiyan chod jane ki,
Bad nasal kuton ke pattay hum khud hi khol dete hain.
😈 🔥 👑
Peeth peeche kiyun bolte ho mere munn ke samne,
Kuch ghalat keh kar toh dikhao tumhara pura khandan nachwa diya toh kehna.
😈 🔥 👑
Tum azma lena apna sara taluq hum bhi toh dekhein,
Tumhara konsa baap hum par hath utha paye ga.

Tum mujhe bura keh sakte ho bad kirdar bhi keh sakte ho,
Lekin sabit tumhara baap bhi nahi kar sakta.
Read More: Powerful Dushman Shayari | Dushman Ke Liye Shayari