Gangster shayari in english is perfect for people who like bold words and fearless attitude. It reflects confidence strong personality and real swag through meaningful poetry. In this collection you will find gangster shayari in english, hindi and urdu with attitude shayari savage quotes royal status bad boy lines and powerful captions. These shayari are ideal for whatsapp status instagram captions and social media posts. Every line is written to express confidence style and inner strength in a simple way. If you enjoy bold poetry with deep meaning this collection will help you find unique and impactful shayari for every mood.
Gangster Shayari in English 2 Line

Behtareen inteqam yeh hai ke aap inteqam na lein balkay,
Us shaks ko dobara ajnabi bana dein jaise woh pehle tha.
😎🔥👑
Mafi ke haqdar ghalti karne wale hote hain,
chalakiyan karne wale nahi janab.

Agar mansooba dil mein ho aur zuban khamosh ho,
Toh khel shuru hone se pehle jeet liya jata hai.
😎🔥👑
Jahan auqat se ziyada bolne wale log mil jayein gay,
Wahan hum sirf muskurate hue nazar aayein gay.
Gangster Shayari in English Language

Jo log waqt par sath nahi hote,
Baad mein unki mojoodgi ki ahmiyat nahi rehti.
😎🔥👑
Sab se ziyada khatarnak gussa us mard mein,
Paida hota hai jo dil ka acha hota hai.

Jab rishtedaar muqabla karne ki auqat nahi rakhte,
Phir woh besharam ban kar badnaam karne lagte hain.
😎🔥👑
Yahan murday ki tareef is liye hoti hai,
kiyon ke woh dobara bolne ke qabil nahi hota.
Gangster Shayari in Hindi

हमसे नहीं होती ताल्लुकात में बहालियाँ,
हम बदल जाने वालों को मुर्दा समझते हैं।
Hum se nahi hoti taluqaat mein bahaliyan,
hum badal jane walon ko murda tasawur karte hain.
😎🔥👑
जो डराता है वो खुद डरा होता है,
असली बहादुर खामोश होता है।
Jo darata hai woh khud dara hota hai,
Asli bahadar khamosh hota hai.

बुरे वक्त में गायब रहने वालों को चाहिए,
कि अच्छे वक्तों में सामने न आया करें।
Buray waqt mein ghaib rehne walon ko chahiye,
Keh ache waqton mein saamne na aaya karein.
Gangster Shayari in Urdu

جن کی فطرت میں تھی بغاوت کرنا
ہم نے اُنکے دلوں پر بھی حکومت کی ہے۔
Jin ki fitrat mein thi baghawat karna,
Hum ne un ke dilon par bhi hukumat ki hai.
😎🔥👑
ہم غلط ہیں یہ مانتے ہیں
لیکن ہم آپ کو بھی جانتے ہیں۔
Hum ghalat hain yeh maante hain,
Lekin hum aap ko bhi jante hain.

اگر ہم طاقت رکھتے ہوئے بھی خاموش ہیں تو
اسکو ہماری عاجزی سمجھیئے باجی کا طلبگار نہیں۔
Agar hum taqat rakhte hue bhi khamosh hain toh,
Isko humari aajzi samajhiye baji ka talabgaar nahi.
😎🔥👑
جو لوگ ڈر کر زندگی گزارتے ہیں
وہ عمر بھر جینا شروع ہی نہیں کرتے۔
Jo log dar kar zindagi guzarte hain,
Woh umar bhar jeena shuru hi nahi karte.

مقابلہ ان سے کیا جاتا ہے جو برابر کا ہو
تم تو ابھی راستے کی دھول ہو۔
Muqabla un se kya jata hai jo barabar ka ho,
Tum toh abhi raaste ki dhool ho.