Best Life Reality Motivational Quotes In Hindi 2026

Life reality motivational quotes in hindi for people going through tough stages who need simple words. PiyaarShayari writer’s focus is on real situations like heartbreak career struggles and personal setbacks. These life reality motivational quotes in hindi come from understanding actual pain and confusion. If you are facing relationship issues you will find relatable content here that speaks your truth. I write what honestly helps during tough times because inspiration without reality feels empty. Reality is sad but true heart touching life quotes in hindi reflects experiences that many face but few openly discuss.

Life Reality Motivational Quotes in Hindi

Life Reality Motivational Quotes In Hindi
Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Insan hamesha apne ikhlaq se hi pehchana jata hai,

Warna achi baatein toh deewaron par bhi likhi hoti hain.

इंसान हमेशा अपने इख़लाक़ से ही पहचाना जाता है,

वरना अच्छी बातें तो दीवारों पर भी लिखी होती हैं।

Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Zarf ho toh gham bhi ak nimat hai khuda ki,

Jo sukoon rone mein hai woh muskurane mein kahan.

ज़र्फ़ हो तो ग़म भी खुदा की एक नेमत है,

जो सुकून रोने में है वो मुस्कुराने में कहाँ।


Kuch baaton se anjaan rehna hi behtar hai,

Sab kuch jaan lena bhi insan ko takleef deta hai.

कुछ बातों से अनजान रहना ही बेहतर है,

सब कुछ जान लेना भी इंसान को तकलीफ़ देता है।


Agar koi aapko pasand ho toh raaz hi rakho,

Kya pata aapko woh pasand ho magar usko aap nahi.

अगर कोई आपको पसंद हो तो राज़ ही रखो,

क्या पता आपको वो पसंद हो मगर उसको आप नहीं।

Best Quotes on Reality of Life in Hindi​

Life Reality Motivational Quotes In Hindi
Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Himmat kar, sabar kar, bikhar kar bhi sanwar jayega,

Yaqeen kar, shukar kar, waqt hi toh hai guzar jayega.

हिम्मत कर, सब्र कर, बिखर कर भी सँवर जाएगा,

यक़ीन कर, शुकर कर, वक़्त ही तो है गुज़र जाएगा।

Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Hum kisi ke liye zaroori tab tak hain jab tak,

Humari jagah unhein koi aur nahi mil jata.

हम किसी के लिए ज़रूरी तब तक हैं जब तक,

हमारी जगह उन्हें कोई और नहीं मिल जाता।


Milna na milna qismat ki baat hoti hai lekin jis ke sath aap,

Muhabbat ka dawa kar rahe hain koshish karein is mein khoot na ho.

मिलना न मिलना क़िस्मत की बात होती है लेकिन जिसके साथ आप,

मोहब्बत का दावा कर रहे हैं कोशिश करें इसमें खोट न हो।


Agar zindagi kabhi roshni ka tohfa de toh,

Un logon ko yaad rakhna jo andhere mein sath they.

अगर ज़िंदगी कभी रोशनी का तोहफ़ा दे तो,

उन लोगों को याद रखना जो अँधेरे में साथ थे।

Reality Meaningful Quotes on Life in Hindi

Life Reality Motivational Quotes In Hindi
Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Allah ne insan ko dil diya aur uska sukoon apne paas rakha,

Aur farmaya yaad rakho dil ka sukoon sirf Allah ki yaad mein hai.

अल्लाह ने इंसान को दिल दिया और उसका सुकून अपने पास रखा,

और फ़रमाया याद रखो दिल का सुकून सिर्फ़ अल्लाह की याद में है।

Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Un logon par salamati ho jinhein humne jab kabhi roh se,

Awaz di toh unho ne dil ki dhadkan se jawab diya.

उन लोगों पर सलामती हो जिन्हें हमने जब कभी रूह से,

आवाज़ दी तो उन्होंने दिल की धड़कन से जवाब दिया।


Agar hum apni zaat par gaur karein toh hum se,

Badh kar koi zalim nahi Kiyun keh hum waqti mohabbat,

Aur waqti rishton ki khatir apni zaat ko aziyat mein mubtala kar lete hain.

अगर हम अपनी ज़ात पर गौर करें तो हमसे,

बढ़कर कोई ज़ालिम नहीं क्योंकि हम वक़्ती मोहब्बत,

और वक़्ती रिश्तों की ख़ातिर अपनी ज़ात को अज़ियत में मुब्तला कर लेते हैं।


Masroof koi nahi hota jis ko chahat hoti hai,

Woh khud aap se baat karta hai.

मसरूफ़ कोई नहीं होता जिसको चाहत होती है,

वो ख़ुद आपसे बात करता है।

Best Inspirational Quotes on Reality of Life in Hindi

Life Reality Motivational Quotes In Hindi
Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Khud ko murjhane mat dein aap nahi toh kuch bhi nahi,

Yeh zindagi fazool nahi hai jise kisi bhi waqia ke supurd kar diya jaye.

ख़ुद को मुरझाने मत दें आप नहीं तो कुछ भी नहीं,

ये ज़िंदगी फ़ज़ूल नहीं है जिसे किसी भी वाक़िए के सुपुर्द कर दिया जाए।


Har shaks se apne jaise ikhlaaq ki umeed na rakho,

Mitti sab ki ak hai magar rohein sab ki alag alag hain.

हर शख़्स से अपने जैसे इख़लाक़ की उम्मीद न रखो,

मिट्टी सबकी एक है मगर रूहें सबकी अलग अलग हैं।


Kabhi kabhi ghalat faisla humein,

Zindagi ke seedhe raaste par le jate hain.

कभी कभी ग़लत फ़ैसले हमें,

ज़िंदगी के सीधे रास्ते पर ले जाते हैं।


Insan woh dhoka kabhi bhi bhool nahi sakta,

Jo us ne mukhlis ho ke khaya ho.

इंसान वो धोखा कभी भी भूल नहीं सकता,

जो उसने मुख़्लिस होकर खाया हो।

Reality of Life Quotes Images in Hindi​

Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Insan ke ilawa har woh cheez waisi hi hai,

Jaisi dikhai deti hai.

इंसान के अलावा हर वो चीज़ वैसी ही है,

जैसी दिखाई देती है।


Kisi ki talash mein mat niklo,

Log kam nahi hote badal jate hain.

किसी की तलाश में मत निकलो,

लोग कम नहीं होते बदल जाते हैं।


Hamesha alvida kehne ke liye tiyar rakhein khud ko,

Khush fehmiyan insan ko zaleel karwati hain.

हमेशा अलविदा कहने के लिए ख़ुद को तैयार रखें,

ख़ुशफ़हमियाँ इंसान को ज़लील करवाती हैं।


Apna safar akela hi thek hai,

Be wajah kisi se umeedien rakhna achi baat nahi.

अपना सफ़र अकेला ही ठीक है,

बे-वजह किसी से उम्मीदें रखना अच्छी बात नहीं।

Reality Sad but True Heart Touching Life Quotes in Hindi​

Life Reality Motivational Quotes In Hindi
Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Jis khaas ke liye aap khaas nahi,

Usko aam kijiye qissa tamam kijiye.

जिस ख़ास के लिए आप ख़ास नहीं,

उसको आम कीजिए क़िस्सा तमाम कीजिए।

Life Reality Motivational Quotes In Hindi

Jhooti mohabbat, meethi baatein, sath nibhane ki qasamein,

Kitna kuch karte hain log sirf waqt guzari ke liye.

झूठी मोहब्बत, मीठी बातें, साथ निभाने की क़समेँ,

कितना कुछ करते हैं लोग सिर्फ़ वक़्त गुज़ारी के लिए।

👉 Visit our Pinterest page

Related Articles

Latest Articles