Sorry Shayari In Hindi For Love And Apology 2025

Sorry shayari in hindi is a method to regret when sentiments are more serious than words. Apologizing becomes more comfortable when feelings are shared via shayari. Many people read sorry shayari to share honesty and emotional pain. When the apology comes straight from the heart, dil se sorry shayari helps rebuild trust and closeness. At times, sorry ke liye shayari is enough to clear misunderstandings and bring peace. In relationships, especially in love, pyar mein sorry shayari shows maturity, care, and true affection. These emotional sorry shayari help heal broken bonds and remind us that feelings truly matter.

Dil Se Sorry Shayari in Hindi​

Sorry Shayari In Hindi
Sorry Shayari In Hindi

रूठने का हक़ है तुझे मगर वजह बताया कर,

गुस्सा होना ग़लत नहीं तू ख़ता बताया कर।

Ruthne Ka Haq Hai Tujhe Magar Waja Bataya Kar,

Naraz Hona Ghalat Nahi Tu Khata Bataya Kar.

Sorry Shayari In Hindi

नाराज़ क्यों होते हो किस बात पे हो रूठे,

अच्छा चलो ये माना तुम सच्चे हम झूठे।

Naraz Kiyun Hote Ho Kis Baat Pe Ho Ruthe,

Acha Chalo Yeh Mana Tum Sache Hum Jhuthe.

Sorry Shayari In Hindi

माफ़ कर दो मुझे मिटा दो ये सारे ग़म,

नहीं देख सकता मैं अपने महबूब की आँखें नम।

Maaf Kar Do Mujhe Mita Do Yeh Saare Gham,

Nahi Dekh Sakta Main Apne Mehboob Ki Aankhein Nam.

I Am Sorry Shayari in Hindi

Sorry Shayari In Hindi
Sorry Shayari In Hindi

ग़लती सब से हो जाती है यार,

एक बार माफ़ कर दें I Am Sorry जान।

Ghalti Sab Se Ho Jati Hai Yaar,

Ak Baar Maaf Kar Dein I Am Sorry Jan.

Sorry Shayari In Hindi

कर दो माफ़ अगर कोई भूल हुई हम से,

ऐसे बात न करके हमें सज़ा न दीजिए।

Kar Do Maaf Agar Koi Bhool Hoi Hum Se,

Aise Baat Na Kar Ke Humein Saza Na Dijiye.

Sorry Shayari In Hindi

दिल से सॉरी कहना है तुम्हें,

जो ग़लती की अब बस तुमसे प्यार करना है।

Dil Se Sorry Kehna Hai Tumhein,

Jo Ghalti Ki Ab Bas Tumse Piyaar Karna Hai.

Sorry Ke Liye Shayari in Hindi​

Sorry Shayari In Hindi
Sorry Shayari In Hindi

हमसे तुम ग़ुस्सा रहो इस बात में कहाँ दम है,

माफ़ी माँगने से भी न मानो क्या इतना प्यार कम है।

Humse Tum Gussa Raho Is Baat Mein Kahan Dam Hai,

Maafi Mangne Se Bhi Na Mano Kiya Itna Piyar Kam Hai.

Sorry Shayari In Hindi

यूँ न रहो तुम हमसे ख़फ़ा माफ़ कर दो ज़रा,

ग़लती की है मानते हैं हम उस ग़लती की न दो ऐसी सज़ा।

Yun Na Raho Tum Hum Se Khafa Maaf Kar Do Zara,

Ghalti Ki Hai Mante Hain Hum Us Ghalti Ki Na Do Aisi Saza.

Sorry Shayari In Hindi

रूठ कर कुछ और भी हसीन लगते हो,

बस यही सोच कर तुम को ख़फ़ा रखा है।

Ruth Kar Kuch Aur Bhi Haseen Lagte Ho,

Bas Yehi Soch Kar Tum Ko Khafa Rakha Hai.

Pyar Me Sorry Shayari in Hindi

Sorry Shayari In Hindi

बहुत हुई लड़ाई बहुत हुए शिकवे गिले,

माफ़ कर के मुझे लगा लो अपने गले।

Bahot Hoi Ladai Bahot Hue Shikwe Gile,

Maaf Kar Ke Mujhe Laga Lo Apne Gale

Sorry Shayari In Hindi

भूल से कोई भूल हुई तो भूल समझ कर भूल जाना,

अरे भूलना सिर्फ़ भूल को भूल से हमें न भूल जाना।

Bhool Se Koi Bhool Hoi Toh Bhool Samajh Kar Bhool Jana,

Are Bholna Sirf Bhool Ko Bhool Se Humein Na Bhool Jana.

Sorry Shayari In Hindi

मेरी हर ख़ुशी तेरी है और तेरा हर ग़म मेरा,

माफ़ कर दे जान दिल न तोड़ेंगे दोबारा तेरा।

Meri Har Khushi Teri Hai Aur Tera Har Gham Mera,

Maaf Kar De Jana Dil Na Todeinge Doubara Tera.

Related Articles

Latest Articles